6:01 am - Sunday May 20, 2012

Archive: Hazrat Ali SmS Subscribe to Hazrat Ali SmS

Hazrat Ali Ne farmaya

Jub tum dunya ki muflisi se tung aajao aur rizq ka koi rasta na niklay Tu sadqa de ker ALLAH se tijarat karo.

Hazrat Ali Aqwal

%3

Best Of Hazrat Ali (A.R)

tum acha karo aur zamana bura samjhay , yeh tumharay haq mai behter hai bajaye is k tum bura karo aur zamana tum ko acha samjhay

Hazrat ali Quates

Yeh zindagi 2 din ki hai 1 din tumharay haq mai aur 1 din tumharay mukhaalif Jis din tumharay haq mai ho us din ghuroor mat kerna aur jis din tumharay mukhaalif ho us din sabr karna.

Hazrat Ali sms

Din ko rizk ki talash karo or Raat ko usay talash karo jo tumhai rizk deta hay.

HAZRAT ALI (Radi allaho anho)

Tum Kisi Ko Chaho Or Woh Tumain Thukra Day To Yah Us Ke Bad Nasibi Hai. Or Us K Bad tum us ko Zabardasti Apnana Chaho To Yah Tumheray Nafs Ki Zillat Hai.